Saturday, July 25, 2015

वेतनमान कमिटी ने सरकार को सौंपी रिपोर्ट







1 comment:

  1. Kyon sarkar majlumo per julm kar rahi, is tarah fresh urdu TET per julm dha kar sarkar nahi rah payegi, Unhe iski Hye lagegi khas kar unki maaon ki jo din rat yahi dua karte hain ki unke bete ki bahali ho jaye.Maa ki bad duayen aap ko kahin ka na choregi,Ye NEWS dene se to achha hota ki sarkar court ke samne apna paksh rakhti. agar garibon ka koi hai to wo iska insaf kare 28 October 2013 me pass hue candidate ki kya galti hain, kya ye galti hai ki Unho ne Urdu TET ka exam kyon diya, ya diya to Pass kyon kiya, Sarkar aur court bhi samajh rahi hai ki jo ho raha hai galat ho raha hai.Aaj APJ Abdul kalam nahi rahe Lekin wo aisa kam kar ke gaen ki duniya unhe fakar ke sath yad karen, aap bhi kuch aisa kam karen nah to duniya aap pe lanat bhejegi

    ReplyDelete