Thursday, December 12, 2013

" Vaishali " : 10+2 Zila Parishad ( NOTICE )

7 comments:

  1. अति महत्वपूर्ण सुचना ===
    हमलोगो को एक संघ बनाना चाहिए जो हमारे हक़ को दिलवाये। इसी को ध्यान में रख कर हमने 'बिहार माध्यमिक एवं उच्च माध्यमिक शिक्षक संघ ' बनाने का फैसला किया है। आज से ही सभी अभ्यर्थी इस संघ में पंजीयन कराये। यह निशुल्क है। याद रहे अकेला अंगूर सड़ जाता है। इसलिए संघ से जुड़े। संघ का पहला उद्देश्य है नियोजित को नियमित शिक्षक करना और नियमित वेतनमान दिलवाना। 7870900690 पर फोन कर अपना पंजीयन अवश्य कराये।
    jinhe job mil gaya hai aur jinhe job nahi mila hai,jarur se jarur phone kare aur sangh se jure.

    ReplyDelete
  2. Ashutosh je kyu aap apne swarth ko humpe thop ruhe hai! Acha hoga ki niyojit sikshako ke group me ye bat rukhe. Yuha to niyojit hona namumkin lag ruha hai aur ye mudda apke liye nai hai to hum sab kis karan apke swarth ke liye sadasya bune!

    ReplyDelete
    Replies
    1. Rajnish ji,shyad aap sangh ka mahatw nahi samajh rahe hai.Akele rahkar dur-dur ki thokar kane ke baad sangh ki yaad aati hai.Aag lagne ke baad agar kuan khodoge tabtak sab kuchh jaal jayega.Sangh banane me mera kya swarth hai yah v bataye,Is tarah ANGREG ki tarah sabo me FUT maat daliye. SABKO JOB MILEGA. ye mera waada hai.SANGH SE JURO.aur apne future ko save karo.

      Delete
  3. Aap sab jo niyojit ho chuke hai wo lare na humare liye to niyojit hona hi sapna hai jo such hota nahi dikh ruha! Berojgar ko pehle naukari chahiye uskebad wo wetan ke bare me sochega! Jis tar bhukhe ko roti chahiye na ki ek ruhne layak ghar!

    ReplyDelete
    Replies
    1. ek kahawat hai==Duwidha me dono gaye,maya mili na ram.Behtar hoga sangh se jure ,bina mehnat ke na roti milti hai aur na hi pani.Ham apke liye larne ko tayar hai aur aap baithkar kana chahte hai.Aise me bhagwan v sath nahi dega.

      Delete
  4. Hum kaun hai aur kya kur ruhe hai aap behter ho Nishant jee puch le. Aur humne aur Nishant jee ne jitna daur bhag kiya hai wo hume pata shayad apko malum nahi!

    ReplyDelete
  5. Ham sab ne daur bhag kia hai,kai jyada to koi kam.aur is pareshani ko dekh kar hi sangh banane ka faishla hua hai,Nishant ko v sangh ka idea pasand aaya hai.Ham saab apke sath hai,pehle ek sath to ho jaye.aap apna gussa sangh par mat nikaliye,Belive ham apke sath hai.

    ReplyDelete