Bihar Govt. ko 1-5, 6-8 dono mein NCTE se relaxation diya gaya hai. Yani ki Un-Trained ka bhi selection hoga
Aapka selection BC category mein tabhi hoga agar aap OBC ( Non- Creamy Layer ) mein aate hain aur agar aapka Rank accha hai to General Seat Mein bhi ho sakta hai.
Dear Nishant ji hamare case ka abhi kya status hai?????
ReplyDeleteIs case ki faisle ki koi sambhawna hai bhi ya nahi???
ReplyDeleteNasim Bhai...Case ka faisla to jarur aayega.
DeleteLekin court mein hazaron case pending hain...isliye thora waqt lagega....
Hamari koshish rahegi ki hamare case ki sunwai jaldi ho...
मैँ 6से 8 वाला मेँ TET मेँ पास हूँ लेकिन मैँ OBC मेँ कोइरी (कुशवाहा/महतो) जाति से हूँ मैने बी.एड नही किया है। क्या मेरा शिक्षक मेँ चुनाव हो सकता है?
ReplyDeleteShashi Bhushan Ji... Aap 6-8 mein TET paas hain aur aap OBC mein aate hain.
DeleteBihar Govt. ko 1-5, 6-8 dono mein NCTE se relaxation diya gaya hai. Yani ki Un-Trained ka bhi selection hoga
Aapka selection BC category mein tabhi hoga agar aap OBC ( Non- Creamy Layer ) mein aate hain aur agar aapka Rank accha hai to General Seat Mein bhi ho sakta hai.